ja re, ja re ud ja re panchhi
baharo ke desh ja re
yaha kya hain mere pyare
kyu ujad gayi bagiya mere man ki
ja re, ja re ud ja re panchhi
baharo ke desh ja re
yaha kya hain mere pyare
kyu ujad gayi bagiya mere man ki
ja re
na daali rahi na kali
ajab gham ki aandhi chali
udi dukh ki dhul raho me
na daali rahi na kali
ajab gham ki aandhi chali
udi dukh ki dhul raho me
ja re, ye gali hain birhan ki
baharo ke desh ja re
yaha kya hain mere pyare
kyu ujad gayi bagiya mere man ki
ja re
main vee na utha na saki
tere sang gaa na saki
dhale mere geet aaho me
main vee na utha na saki
tere sang gaa na saki
dhale mere geet aaho me
ja re, ye gali hain asuvan ki
baharo ke desh ja re
yaha kya hain mere pyare
kyu ujad gayi bagiya mere man ki
ja re, ja re ud ja re panchhi
baharo ke desh ja re
yaha kya hain mere pyare
kyu ujad gayi bagiya mere man ki
ja re